Nauha.Stream
नौहा, मर्सिया, सलाम
← Back to all Kalam

Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye

Published on April 10, 2023
Audio Stream 🎤 Sachey Bhai (Syed Ali Mhd Rizvi)

Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye

YouTube
0:00--:--
Kalam Lyrics

Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye
Hashr tak ek daaghe ruswayi hai ummat ke liye
Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye
Ghar lutaaya jaan tak de di hidayat ke liye

Aur kya karte gunehgaran-e-ummat ke liye
Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye
Haider-e-Karrar se virsa mila aulaad ko
Ho gayi qismat shahadat har Imamat ke liye

Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye
Ghar may Khaaliq ke Ameer-ul-Momineen ka qatl ho
Masjid-e-Kufa bani thi is qayamat ke liye
Sar Ali ka Sajda-e-Khaaliq may zarbat ke liye

सर अली का सजदा-ए-ख़ालिक़ में
ज़रबत
के लिए
हशर तक एक दाग़े रुसवाई है उम्मत के लिए

सर अली का सजदा-ए-ख़ालिक़ में ज़रबत के लिए
घर लुटाया जान तक दे दी हिदायत के लिए
और क्या करते गुनहगारान-ए-उम्मत के लिए
सर अली का सजदा-ए-ख़ालिक़ में ज़रबत के लिए

हैदरे कर्रार से विरसा मिला औलाद को
हो गई क़िस्मत शहादत हर इमामत के लिए
सर अली का सजदा-ए-ख़ालिक़ में ज़रबत के लिए
घर में ख़ालिक़ के अमीर-उल-मोमिनीन का क़त्ल हो

मस्जिद-ए-कूफ़ा बनी थी इस क़यामत के लिए
सर अली का सजदा-ए-ख़ालिक़ में ज़रबत के लिए

← Return to Library